- Apps For Hacking
- Illegal Hacking Apps To Download On Android Tv
- Free Hacking App
- Free Hacking Apps For Android
Here are the top 20 banned Android apps that are no longer available on Google Play Store today (2020): Terrarium TV. Terrarium TV is an illegal movie and TV series streaming app that allows you to watch a vast collection of movies and TV shows for free through the app. Banned Android Apps Not On Play Store 1. Hunk T.V Best Banned Movie App Fond of watching latest movies, series, live shows? Then hunk t.v is one of the best-banned android app on the list, Hunk T.V app provides you free access to stream & download any country movie & series without ads.
Best illegal android apps, Vaise bahut sare Banned Android apps hai.jo Play Store se hata diya gaya hai. Vaise illegal apps jo ki Ethitcal hacking aur Coding jaise kamo ko karne ke liye prashidh hai. Aur Vaise illegal hacking apps jo ki illegal android market ke top listed me aata hai. Vaise hi Top listed best illegal android apps ke bare me batane wala hu.
To namskar dosto, Aap sabhi ka bahut-bahut swagat hai. Hamare Adviceduniya ke es Anokhe aur Intresting article me. Jaha mai aapko batane wala hu Un hacking application ke bare me jo ki play store se banned kar diya gaya hai. Aur Android Hacking market me top illegal apps ke liye jana jata hai.
Vaise to Hacker banna kisko pasand nahi. Koe achhe kamo ke liye hacking karna chahta hai. To koe bure kamo ke liye. Lekin Hacker banane ke liye Chahiye aapko Achhe se PHP,Coding,Aur programming jaise chizo par aapka pakar honi chahiye.
Aapko shuru-shuru me chhote-chhote Coding,Hacking ye sab se start karna chahiye. Aur mai jis application ke bare me aapko batane wala hu. Vo sabhi aapko Aapko Android phone me Hacking ke chhote-Chhote Kamo ko karne me madad karega.
Hacking ke liye chahiye aapke pas Achhe aur Powerful Computer/Laptop jisme Processor aur Storage ye sabhi achhe hone chahiye lekin Bahut se log Esko Effort nahi kar pate hai. Aur Android mobile aaj har kisi ke pas rahta hai. Aur Esiliye ye article me bataye gaye application aapko aapke Android phone me Hacking karne ke liye aapka Madad karega.
Contents
- 1 Top Best illegal Android apps Which Banned from Play Store
Top Best illegal Android apps Which Banned from Play Store
=>Niche me mai unme se Kuch illegal android apps ke bare ulekh karne ja rha hu. Jo ki Hacking ki duniya me Hacking karne walo ka sabse pasandida Application hai. Aur jo aapko Kafi andar tak hacking ke bare me sikhata hai.
Aur yahi karan hai ki Google Play Store ne en sabhi android apps ko apne system se Out kar diya hai. Kyuki Play store un sabhi application ko remove kar deta hai. Jo illegal kamo ke liye istemal hota hai.Ye raha un,
Kuch Best illegal android apps list:-
- Lucky Patcher
- ShowBox
- Wifi Kill
- USB cleaver
- FaceNiff
- DroidSheep
- Dsploit
- WPS connect
- Whatsapp Sniffer
Agar aap bhi Hacking me intrest rakhte hai. Ya fir Uske related kuch Sikhna chahte hai. To fir aap Ye sabhi application ke dwara aap sikh sakte hai.
◆LuckyPatcher [Best illegal android apps On Internet]
=>Yah application aapko play store par kahi bhi nahi milega. Kyuki Isko play store ne bahut pahle hi remove kar diya hai.
Yah application ki khas bat yah hai ki LuckyPatcher ki madad se aap bare-bare games ko jo ki paise se kharide jate hai. Vo internet par free me available nahi hota hai.
Usko ye application Hack karke aapko deta hai. Aur aap usko luckypatcher ki madad se free me khel sakte hai. Iske alava iske aur kayi features isme maujud hota hai jaise ki yah aapka Kisi bhi app ko system apps me convert kar sakta hai.
Agar aapke pas koe Software ya theme ya kuch bhi ho jo Licensed se lock ho. Use aap iske madad se Us lock ko tor(Break) sakte hai.
Eske alava aap esme free ke apps download kar sakte hai. Jitne bhi aapke Pc me ads aate hai Use remove kar sakte hai.
◆ShowBox [Banned Android apps From Play Store]
=>ShowBox ek aisa application illegal application hai jisko Film company ya Paid shows company kabhi bhi nahi chahti hai ki ye application market me rahe bhi.
Aur Yahi reason hai ki isko play store se remove karna to door. Esko iske creater kabhi es application ko PlayStore me upload hi nahi kiye.
Es application ki khas bat yah hai ki Yah aapko Sabhi Shows&Serial aapko directly free me provide karvata hai.
Yah application Users ko uske android device par un sabhi movies and TV shows dikhata hai Jo ki aapko use Online dekhne ke liye paisa pay karne ka zroorat parta hai.
Aur un sabhi Paid film aur Shows ko yah aapko Free me dikhata hai.
Agar aap Film download karna nahi jante hai. To yah padhe Latest movie download kaise kare?
Ye bhi Zroor Padhe:-
◆Wifi Kill [illegal apps in Android market]
=>Wifi Kill jaisa ki name se hi pata chal raha hai ki yah application Wifi se related hai. Yah bhi ek kamal ka application hai. Yah apps bhi aapko Play store ke Kone-Kone me bhi nahi milega.
Esko bahut din pahle playstore se remove kar diya gaya tha. Kyuki ye application dusro ke mobile ko block kar deta hai.
Matlab ki Yah application ki khas features yah hai ki yah un sabhi logo ke mobile ko internet access karne se block kar deta hai.
Jis Wifi network se aap Connect rahte hai. Matlab ki jis bhi Wifi network se aap Connect rahte hai. Aur jo-jo log us network se wifi chala rha hota hai.
Un sabhi ka internet access aap es application ke dwara band kar sakte hai. Eske bad Ve log Koe bhi browser chala nahi payega.
◆USB cleaver [Hacking android apps]
=>USB cleaver bhi kafi mast hacking application hai. Jo Sirf Pc/Laptop ka information nikalne me bahut jyada madad karta hai.
Aur esi kam se pata chal rha hoga Ki play store ne ese kyu apne application se nikala hoga.
Es application ki madad se aap Samne wale Computer/laptop se apne Mobile(jisme USB cleaver app install ho) ko USB ke dwara Connect karke uske Browser details,Network history,Wifi password aur bhi kayi information aap asani se Nikal sakte hai.
Apps For Hacking
Lekin iske liye aapko Samne wala Computer ya laptop se Connect hona zroori hai.
◆FaceNiff
=>Faceniff bhi kafi achha hacking application hai. Par eska Hacking karne ka andaj kuch alag hai. Yah unha site hack karta hai. Jo same network se connect hote hai.
Ab aapko samjh aa hi gaya hoga playstore ne ise kyu nikala hoga.
'Your Facebook account is at risk' Aisa Victim ke pas Notice bhejne wala yah application apne jamane me Social networking site ko Hack karne ke liye kafi famous tha.
Jab victims yah notice dekhta hai. To ve log espar click karta hai. Aur Click karte hi yah apna kam shuru kar deta hai. Faceniff application Bartosz Ponurkiewicz ke dwara banaya gaya tha. Unhone es application ke pahle Firesheep namak application ko banaya tha jo ki OS ke liye tha. fir inhone faceniff application android ke liye banaya.
◆DroidSheep
=>Yah droidsheep application bhi kafi jyada hacking ke liye prasidh hai. Lekin hacking ke liye bolna thora galat rahega. Victime ke browser details nikalne me yah droidsheep application ki madad li jati hai.
Aur yahi research hai ki playstore ne ese turant hi apne application se remove kar diya tha.
Yah application ka istemal karke aapke Wifi se jo bhi Banda ya fir Bandi connect rahte hai. Aap un sabhi ka browser details eski madad se nikal sakte hai. Ki ve log Aapke Wifi network se connect hokar Kya-kya internet par kar rahe hai.
Aap es application ke jariye samne wale Victime ka facebook,twitter ya kisi bhi social media ka login/password aap asani se nikal sakte hai. Jab ve aapke wifi se connect rahenge.
Sath hi aap un sabhi website ka login details nikal sakte hai. Jo victime aapke wifi connect ke dauran usne login kiya tha.
◆DSploit
=>Dsploit application bhi ethitical hackero ke liye kafi madagar apk hai. Yah Android network analysis ke liye kafi jyada istemal hota hai.
Aur yahi karan hai Google Playstore ese nikal diya kyuki Ve es tarah ke application ko apne site par nahi rahne dete hai.
Agar aap Ethitical hacking me intrest rakhte hai to aap es DSploit namak application ka istemal aap penetration suite aur Vulnerability Scanning Aur Password cracking jaise illegal kamo ke liye istemal kiya jata hai.
Eske help se aap Network mapping bhi kar sakte hai. Agar aap ise android ohone me chalana chahte hai to aapko apna phone ko root karna parega.
Advance hackers es app ka istemal IT Security expert ko target karne ke liye karte hai.
◆WPS Connect
=>WPS connect application ek tarah se Android wifi hacking application bol sakte hai. Aur jaisa name se hi pata chalta hai Wifi ko hack karne ke bare me. Es apk ki madad se aap Kisi bhi User's ko Network se disable kar sakte hai.
Jis network se aap connect honge. Aap es Application ki madad se Kisi bhi Wifi ko hack karke Usse Connect hokar internet ka maja utha sakte hai. Yah aaplication aapko un wifi ka password bata dega jo aapke aas-pass rahega.
Aur yah High security Wifi ka password Break karne me Asamrth rahta hai. Aur yahi karan hai ki Ese Play store ne halhi me ese remove kiya hai.
◆Whatsapp Snifer
=>Whatsapp Snifer application jaisa ki name se hi pata chal rha hai ki ye Whatsapp me kuch locha karne wala apps hai.
Yey bhi kafi majedar apps hai. Jo aapko madad karta hai aapke dosto ke whatsapp ka photo,Video aur personal Chat ko dekhne ke liye.
Illegal Hacking Apps To Download On Android Tv
Aur aap log samjh hi gaye honge Playstore ne es application ko kyu nikala hoga. Yah application kuch es tarah hack karta hai ki Jo bhi aapke Wifi network se connect honge unke Whatsapp ka Photo,Document,Chat aur Video jaise Personal Data ko aap asani se dekh(download) sakte hai.
Free Hacking App
'Warning:-Yah Article Sirf Learning purpose ke liye likha gaya hai. Kripya aap Ese apne dosto ye kisi ke sath sirf Enjoy karne ke liye kare. Anytha agar Kisi bhi tarah ki koe garbari hoti hai. To Adviceduniya blog eske liye koe jimmedar nahi hoga.
Aur Jo bhi Application chalaye Apne security ke hisab se chalaye. Kyuki bahut se application third party ke dwara banaye huye hote hai. Ye log aapke Data ko dusre company ke sarh share karte hai.'
Conclusion of this Post
=>Ummid hai Aapko es article me illegal apps ke bare me aur koe confusion nahi hoga. Agar aapko Es lekh me list kiye gaye application ke alava bhi aur Androids illegal application ke bare me janna hai to aap niche comment karke bata sakte hai. Mai es article me aur bhi hacking wale apk add kar dunga.
Free Hacking Apps For Android
Aur agar aapko yah Article'Best illegal Android apps'achha laga ho to apne Dosto,Ristedsro aur un logo ke sath jo Hacking karte ya Hacker banna chahte hai Unke sath Facebook,Whatsapp aur Twitter jaise Socialmedia par Share zroor kare. Taki Jyada se jyada logo ko ye sab Best illegal hacking apps ke bare me pata chal sake.